Sunday, May 24, 2009

Islamic Answer - Miscellaneous - 00016

Question: Kya is Hadith ki koi asliyat hai ya iski koi sachai hai?? "Hazarat aysha se rawi kiya jata he is Hadees ko, K Jub Kisi na Mehram ka ana jana zyada hota tha tu hum use Apna (ma'azallah) Doodh pila Diya karte thay aur wo phir hamare lia mehram hojaya krta tha. is trah se ap apni Sisters ko bhi Hukm diya kartin or wo bhi yehe amal kartin.". Agar is hadith ki koi Asliyat hai tu uska hawala bhi inayat farma dijeye.

Answer:

Saturday, May 23, 2009

Islamic Answer - Miscellaneous - 00015

Question: Janab mera masla yeh hai k mere dimagh mai har waqt wasvase or waham ate hain k mere sath bura ho jaye ga jab k main panch waqt ka namazi bhi hu mera dimagh har waqt mere sath bura karne k wahanm or wasvase dalta hai jis ki waja sai muje dili or dimaghi sukun nahi milta kai salo sai main sukun se nahi so paya har waqt har makhluq sai dar lagta hai muje. bara e mehar bani muje bataye k mere sath aisa kyu hai or mera roohani ilaj kar dein kyu k main sukun say life guzarna chahta hun.

Answer:

Question: