Sunday, June 14, 2009

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00051

Question: Kya Ghaaibana Namaz-e-Janaza jaa'iz hai?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00050

Question: Masjid main namazi ke aagay se guzarna kaisa hai? Neez agar emergency ho tu phir guzarnay ka kya tareeqa hai?

Answer:

Islamic Answer - Aqaa'id - 00049

Question: Cheh Kalmay ki kya asal hai? Tafseelan bayan farmaeye?

Answer:

Islamic Answer - Aqaa'id - 00048

Question: Sarkar Sallahu Alaihi Wasallam ke Ilm-e-Ghaib ke baray main rahnumaai farmaeye?

Answer:

Islamic Answer - Aqaa'id - 00047

Question: Waseelay ko Qur'an-o-Hadith ki roshni main saabit karain, Kyon ke barailvi log waseela maantay hain aur dosray log waseela ko nahin maantay?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00046

Question: Kya beth kar namaz parhnay se sawab aadha hojata hai? Hadith ke hawalay ke saath bayan farmaeye.

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00045

Question: Salaat-ul-Haajaat ka waqt aur namaz-o-dua ka sahih tareeqa batadain aur kya yeh namaz-e-Asr ke Ba'ad ada ki ja sakti hai?

Answer:

Islamic Answer - Eesaal - 00044

Question: Kya apnay farz rozon aur farz namazon ka eesaal-e-sawab kiya ja sakta hai?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00043

Questions:
1) Kya Touba Se tamam gunaah muaaf hojatay hain ya koi aisa gunaah hai jo touba se muaa nahi hota?
2) Agar koi shakhs touba kar ke baar baar wohi gunaah karay tu uske baray main kya hukm hai?
3) Touba se muta'alliq Kuch irshad farmadain?

Answer:

Islamic Answer - Taqleed - 00042

Question: Hum Fiqh main Imaam-e-Aazam Imaam Abu Hanifa Rahmatullahi Alaih ki taqleed kartay hain tu aqaa'id main kis ki taqleed kartay hain?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00041

Question: Main ne kisi jagah Namaz-e-Istikhara ke baaray main parha tha aur us main dua ke baray main bhi likha tha, Kya yeh sahih hai? Neez aap mujhay dua likh kar dijeye?

Answer:

Islamic Answer - Aqaa'id - 00039

Question: Kya kehtay hain is masa'alay ke baray main Zaid kehta hai ke Hazrat Aisha Radi Allahu Anha ne us shakhs ko jhoota kaha hai jo ye kehta ho ke Huzoor Nabi e Kareem Sallahu Alaihi Wasallam ne meraaj ki raat Allah Ta'ala ka deedar kiya hai aur unhon ne Qur'an ki ek aayat se bhi istadlaal kiya hai? Kya ye hadith durust hai? Aur Aqeedah Ahl-e-Sunnat is baaray main kya hai Maharbaani farma kar tafseeli jawab irshaad farmayen?

Answer:
Deobandi Aqeedah Regarding Miraaj-e-Mustafa:

Islamic Answer - Aqaa'id - 00040

Question: Agar deobandi ghalat hain tu unhain Sarkar Sallahu Alaihi Wassalam ki ziyarat kyon hoti hai? Mera ek jaan ne wala hai jo ke Deobandi hai wo kehta hai ke usay Sarkar Sallahu Alaihi Wasallam ki ziyarat hui hai?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00038

Question: Kya insaani Aaza kisi dosray ko huba karsaktay hain?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00037

Question: Moulana Manzoor Noumani Sunni Allaim hai ya Bad Mazhab? Aur iski kitabain parhna kaisa hai?

Answer:

Islamic Answer - Ishq-e-Majazi - 00036

Question: Internet par chatting karna kaisa hai aur larka larki se ya ek larki larkay se chat karay tu ye kaisa hai? Aur internet par hi log munh bolay bahan bahai ban jatay hain ye kaisa hai? aur kya un ke maa bain chat hosakti hai?

Answer:

Islamic Answer - Nikaah - Talaaq - Zawjain - 00035

Question: Islam main halala kyon rakha gya hai? Mujhay waswasa aata hai ke yeh jaa'iz nahi hai?

Answer:

Saturday, June 13, 2009

Islamic Answer - Aqaa'id - 00033

Question: Agar ustad qadyaani ho tu usay salam kar saktay hain?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00032

Question: Kya Mard Chain Wali Ghari pahan Sakta hai?

Answer:

Islamic Answer - Aqaa'id - 00034

Question: Kya Allah Ta'ala ke liye haazir-o-Naazir ka lafz istemal kar saktay hain?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00031

Question: Janab-e-Sayyidah ki kahani parhnay aur us ki mannat maan ne ke baray main tafseeli hukm irshad farmadain, ke ye kyon jaa'iz hai? Aur soola16 sayyidon ki kahani jo parhi jati hai us main ek baat yeh bhi hai ke jo yeh mujazah parhayga usay chaalees/40 saal tak mout nahi ayegi, Is bat main kahan tak sadaqat hai?

Answer:

Islamic Answer - Bank, Insurance, Commision - 00030

Question: Kya Englandmain soodi qarz par makan lena jaa'iz hai?

Answer:

Islamic Answer - Aqaa'id - 00029

Question: Sitaron se haal daryaft karna kaisa? aur in par yaqeen rakhna kaisa hai?

Answer:

Islamic Answer - Dua - 00028

Question: Jab dua karanay wala "Innallaaha Wa malaa ikatuhu yusalloona Alan Nabi, Yaa Ayyuhal lazeena aamano Sallo alaihi wasallimo tasleema" kehta hai, tu Alan Nabi par log Huq nabi yaa hayatan nabi (Sallahu Alaihi Wasallam) kehtay hain, Aisa kehna kaisa hai?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00027

Question: Aaj kal mukhtalif software cd's market main milti hain magar un main se aksar asal nahi hoti balke copy ki hui hoti hain kyon ke asal cd's ki qeemat bahut ziada hoti hai jab ke ye copy ki hui c's bahut sastay daamon main muyassar hojaati hain, Daryaaft talab amar yeh hai ke kya is tarah cd's copy karna khareed-o-farookht karna, usay load kar ke us par kaam karna shar'an kesa hai?

Answer:

Islamic Answer - Aqaa'id - 00026

Question: Kya sarkar-e-Madina Sallahu Alaihi Wasallam ko "Aaqa Ji" keh saktay hain?

Answer:

Islamic Answer - Zawjain - 00025

Question: Agar koi shakhs apni biwi ko teen talaqain deday tu ab shareeat ka kya hukm hai? aur agar yeh soch kar ke Allah muaaf karnay wala hai rujoo arlay tu is par shareeat ka kya hukm hai?

Answer:

Islamic Answer - SMS - 00024

Question: Kya yeh riwayat sahih hai ke jisnay "Rabi-ul-Awwal" ki khush khabri di us par jannat waajib hojayegi??

Answer:

Islamic Answer - SMS - 00023

Question: Aik SMS ka hawala darkar hai "Allah farmata hai ke aey banday agar kabhi raat ko teri aankh khuli aur tu phir sojaye tu too ne mujh se bewafai ki aur agar teri aankh khuljaye aur too ne wuzu kiya aur meri ibaadat ki tu too ne jo manga aur main ne qubool na kiya tu main ne tujh se bewafaai ki aur main aisa nahi karta"

Answer:

Friday, June 12, 2009

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00022

Question: Kya imaam ka aqeedah maloom kiye beghair uske pichay namaz parhna jaa'iz hai?

Answer:

Islamic Answer - Khawateen Ke Masaa'il - 00021

Question: Aurtain Ke Qabristaan Janay ke muta'alliq Kya hukm hai?

Answer:

Thursday, June 11, 2009

Islamic Answer - Khawateen Ke Masaa'il - 00020

Question: Saas ke zulm aur badsuluki se tang aa ker apne ghar ka mutalba kerna kia galat ya gunah hai ??

Answer:

Islamic Answer - Bayt, Taalib, Peer, Murshid, Mureed, Silsilay - 00019

Question: kya Ghous-e-Pak ki niyaaz kafir ko khila sakty hai?

Answer:

Tuesday, June 9, 2009

Islamic Answer - Zawjain - 00018

Question: kya dusari marriage kai leya pahlai wife ki ijzat lainaa lazmi hai, agar hai tu mujh ko hadith ka hawala dai kar bataeye?

Answer:

Monday, June 8, 2009

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00017

Question: Main jis markeet main hota hoon wahan sub deoband masajid hain es liye main apni namaz qaza kar k un k masajid main parta hoon kia main in k saath bajamat namaz par sakta hoon mager main in ko acha nahe janta es bare main mujhe koi sharai lehaz se batain k mere namaz theak hai ya nahe??
Answer: