Answers Related To Bayt, Taalib, Peer, Murshid, Mureed, Silsilay etc | |||||||||||||||
|
Friday, November 20, 2009
Islamic Answer - Bayt, Taalib, Peer, Murshid, Mureed, Silsilay
Islamic Answer - Miscellaneous
Miscellaneous Answers | |||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||
|
Islamic Answers - Bank-Insurance-Commision
Answers Related To Bank, Insurance, Commision etc | |||||||||||||||||||||||||||||||||
|
Islamic Answers - Aqaa'id
Answers Related To Aqaa'id/Beliefs | |||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||
|
Sunday, November 1, 2009
Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00155
Question: Agar humari maghrib ki namaz main farz ki pehli do rak'atain reh jaaen tu kya hum teesri rak'at main shareek hosaktay hain?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Miscellaneous - 00154
Question: Kya humari zameeb harkat karti hai ya saakin rehti hai? Kyon ke scientists kehtay hain ke zameen harkat karti hai Aap kya kehtay hain?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Ghusul Aur Uske Masa'il - 00153
Question: Chehray par dana hogaye hain jis se thori si peep ya safaid mawad nikal jaye tu wudu toot jata hai?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Miscellaneous - 00149
Question: Agar koi ghair muslim salam karay tu tu jawab main kya kehna chahiye jab ke wo jawab ka muntazir ho?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Miscellaneous - 00145
Question: Ghair muslim se kaarobaar (business) kar saktay hain? Kya qaadyani se kaarobaar (business) kar saktay hain?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00144
Question: Kya isha ki namaz main sirf chaar (4) farz, Do (2) sunnat aur teen (3) witar parhna kaafi hain ya mazeed nawafil bhi parhna zaruri hain?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Aqaa'id - 00143
Question: Tihattar (73) firqoun main se sirf ek firqa jannat main jana wala hai kya barelvi deobandi do alag alag firqay hain ya sirf kuch nazaa'ati ikhtilaafat hain aur firqa ek hi hai?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00141
Question: Imaam jab rukoo-o-Sujood ke liye takbeer kehta hai tu muqtadi ko kab rukoo-o-sujood main jaana chahiye?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Movie/Pictures/Film/Dramas - 00139
Question: Tasweer kis ko kehtay hain, kahaan se kahaan tak tasweer hai, aur brush waali tasweer ya camera waali tasweer ka kya hukm hai?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00138
Question: Agar koi shakhs is wajah se jamaa'at tark karay ke imaam daarhi hadd-e-shara se kum rakhta hai ya kusoub karta hai aur batanay par bhi tark nahin karta, Kya aisa shaks tark-e-jamaa'at ke gunaah main shareek hoga ya nahin?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Jannat/Dozakh/Barzakh - 00137
Question: Jannat main mumin mard ko sattar 70 hoorain milaingi, lekin mumina aurat ko kya milayga?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00135
Question: Farz ki teesri aur chuhti rak'at main soorat nahin milaatay jab ke sunnat ki teesri aur chuhti rak'at main milaatay hain, is ki wajah kya hai?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Islam - 00134
Question: Mujhay Islaam ke baray main maaloomat nahin, main AghaKhaani hoon lekin bahut pareshan hoon meri madad farmaein?
Answer:
Answer:
Monday, September 21, 2009
Islamic Answer - Bayt, Taalib, Peer, Murshid, Mureed, Silsilay - 00131
Question: Agar kisi peer sahib ka inteqal hojae tu us mureed ko kya karna chahiye kya wo kisi aur peer sahib se mureed hosakta hai? Ya apnay murshid ke gaddi nasheen ya khalifa ka bai'at hona zaruri hai?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00130
Question: Agar koi aurat bazaar main ho aur namaz parhnay aur wuzu karnay ki jagah na paye tu kya wo namaz qaza kar sakti hai?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Bank, Insurance, Commision - 00128
Question: Life insurance karwana jaaiz hai ya nahin aur life insurance main mulaazmat karna kaisa hai?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Nikaah - Talaaq - Zawjain - 00127
Question: Zaid nana ne chaar shadyan ki pehli ko teen talaq dedi dosri biwi se ek larki paida hui tu kya ye larki jo ke nana ki beti huio aur zaid ki khala, Kya in dono ka aapas main nikaah hosakta hai ya nahin?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Haraam/Halaal - Jaa'iz/NaaJaa'iz - 00126
Question: Main is waqt London main muqeem hoon yahan har cheez main haram ka andesha rehta hai kya karun yahan guzara karna bhi mushkil hai dil bhi chahta hai lekin haram aaray aajata hai main gunahgaar hon samajh nahi aata yahan agar koi aisi naukri mil jaye jo in buraiyon se paak ho tu is main kuch nahin bachta jabke ghar paisay bhejnay hotay hain ruhnumai farmaen.?
Answer:
Answer:
Thursday, August 27, 2009
Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00125
Question: Jis tarah se qaza namazain parhtay haintu kya hum usi tarah se baaqi namazain bhji parh saktay hain? Yani waqt par parhnay wali namazon ke fara'iz aur sunnatain bhi qaza namazon ki tarah parh saktay hain ya nahi?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00124
Question: Mujhay namaz ke aagahz main ta'ooz aur tasmiyah parhtay waqt bahut waswasay aatay hain jis ki wajah se namaz shuro kartay hjowe dair lug jaati hai, waswason ki wajah se main baar baar ta'ooz parhta hoon? Main namaz kaisay shuro karoon ke waswasa na ayen? Is ke ilawa mujhay sotay waqt bhi mukhtalif kufriyaana waswasay atay hain iska hal bhi bataen?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00123
Question: Aik shakhs jiska maamoool hai ke wo aksar pakistan se dosray mumaalik ki taraf safar karta hai, Lihaaza agar us nay pakistan main roza rakha jab wo kisi dosri jagah puhncha tu tu wahan abhi din khatam honay main bees/20 ghantay baaqi thay tu wo shakhs aftari kis waqt karayga?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Zana - 00122
Question: Humain maloom hai ke musht zani karna acha fa'al nahi hai, aur iske baad nahana farz hojata hai agar mani ke qatray jism par na lagain tu sirf haath par lagain tu phir bhi ghusul karna parayga ya nahin?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00118
Question: Imaam sahib ka haath toota howa hai paidaaishi apaahaj hain, tu kya wo jama'at karwasaktay hain ya nahi?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Warasat - 00115
Question: Warasat ke baray mai shadi shudah ya ghair shadi shuda beti ke hisson mainkoi farq hai?
Answer:
Answer:
Saturday, August 22, 2009
Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00112
Question: Agar koi imaam ke saath teesrio rakat main milay tu phir us i pehli rakat kounsi hogi, ye imaam ke saath waali ya imaam ke salaam phernay ke baad wali?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Haraam/Halaal - Jaa'iz/NaaJaa'iz - 00111
Question: Kya Agar koi jawan larka hai aur uske baal safaid hogaye hain tu kya wo siyaah khazzaab laga sakta hai uski nayi nayi shadi hui hai uski zindagi ka mas'ala hai?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Miscellaneous - 00110
Question: Imaam Ahmad Raza Khan (Alaihir rahmah) ko Aala Hazrat kyon kehtay hain jabke Aala Hazrat tu faqat Sarkaar Sallahu Alahi Wasallam ki zaat-e-mubaarka hai, Baraye karam irshad farmaeye?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Nikaah - Talaaq - Zawjain - 00109
Question: Agar nikaah ke waqt aurat ko talaq ka huq diya jaye aur ab aurat us huq ka istemaal karna chahay tu is ki kya soorat hogi kya aurat yun kahaygi ke (main apnay huq ka istemaal kartay howe apnay shohar ko talaq deti hoon ya yun kahaygi ke apnay huq ko istemaal kartay howe apnay aapko talaq deti hoon) Kya sahih hai?
Answer:
Answer:
Islamic Answer - Paaki aur Naapaaki ke Masaa'il - 00108
Question: Kya main jis office main kaam karta hoon wahan ka libaas pant shirt hai, mujhay jiryaan ka marz hai ab namazon ke auwqaat main pant dho nahi sakta na hi tabdeel kar sakta hoon aur rozaana ghar jaakar bhi badal nahin sakta yani har dosray din ke liye naya libaas istemaal nahi kar sakta tu main kya karoon mujhay paishab ke qatray aatay hain phir nahin aatay jiski wajah se meray kapray naapaak rehtay hain?
Answer:
Answer:
Subscribe to:
Posts (Atom)