Thursday, August 27, 2009

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00125

Question: Jis tarah se qaza namazain parhtay haintu kya hum usi tarah se baaqi namazain bhji parh saktay hain? Yani waqt par parhnay wali namazon ke fara'iz aur sunnatain bhi qaza namazon ki tarah parh saktay hain ya nahi?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00124

Question: Mujhay namaz ke aagahz main ta'ooz aur tasmiyah parhtay waqt bahut waswasay aatay hain jis ki wajah se namaz shuro kartay hjowe dair lug jaati hai, waswason ki wajah se main baar baar ta'ooz parhta hoon? Main namaz kaisay shuro karoon ke waswasa na ayen? Is ke ilawa mujhay sotay waqt bhi mukhtalif kufriyaana waswasay atay hain iska hal bhi bataen?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00123

Question: Aik shakhs jiska maamoool hai ke wo aksar pakistan se dosray mumaalik ki taraf safar karta hai, Lihaaza agar us nay pakistan main roza rakha jab wo kisi dosri jagah puhncha tu tu wahan abhi din khatam honay main bees/20 ghantay baaqi thay tu wo shakhs aftari kis waqt karayga?

Answer:

Islamic Answer - Zana - 00122

Question: Humain maloom hai ke musht zani karna acha fa'al nahi hai, aur iske baad nahana farz hojata hai agar mani ke qatray jism par na lagain tu sirf haath par lagain tu phir bhi ghusul karna parayga ya nahin?

Answer:

Islamic Answer - Movie/Film/Dramas - 00121

Question: Kya Movie banwana dekhna Jaa'iz hai?

Answer:

Islamic Answer - Bank, Insurance, Commision - 00120

Question: Kisi bank se sood/interest laina jaa'iz hai ya nahi?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00119

Question: Juma'atul mubaarak ke baad ki sunnatain mu'akkada hain ya ghair mu'akkada?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00118

Question: Imaam sahib ka haath toota howa hai paidaaishi apaahaj hain, tu kya wo jama'at karwasaktay hain ya nahi?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00117

Question: Kaafir ke paisay kahan istemal kar saktay hain?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00116

Question: Kya ghar ka naam tauheed manzil ya At tauheed manzil rakh saktay hain?

Answer:

Islamic Answer - Warasat - 00115

Question: Warasat ke baray mai shadi shudah ya ghair shadi shuda beti ke hisson mainkoi farq hai?

Answer:

Saturday, August 22, 2009

Islamic Answer - Ghusul Aur Uske Masa'il - 00114

Question: Ghusul karnay ka islami tareeqa batadain?

Answer:

Islamic Answer - Sunnat - 00113

Question: Naakhun kaatnay ka islami tareeqa batadain?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00112

Question: Agar koi imaam ke saath teesrio rakat main milay tu phir us i pehli rakat kounsi hogi, ye imaam ke saath waali ya imaam ke salaam phernay ke baad wali?

Answer:

Islamic Answer - Haraam/Halaal - Jaa'iz/NaaJaa'iz - 00111

Question: Kya Agar koi jawan larka hai aur uske baal safaid hogaye hain tu kya wo siyaah khazzaab laga sakta hai uski nayi nayi shadi hui hai uski zindagi ka mas'ala hai?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00110

Question: Imaam Ahmad Raza Khan (Alaihir rahmah) ko Aala Hazrat kyon kehtay hain jabke Aala Hazrat tu faqat Sarkaar Sallahu Alahi Wasallam ki zaat-e-mubaarka hai, Baraye karam irshad farmaeye?

Answer:

Islamic Answer - Nikaah - Talaaq - Zawjain - 00109

Question: Agar nikaah ke waqt aurat ko talaq ka huq diya jaye aur ab aurat us huq ka istemaal karna chahay tu is ki kya soorat hogi kya aurat yun kahaygi ke (main apnay huq ka istemaal kartay howe apnay shohar ko talaq deti hoon ya yun kahaygi ke apnay huq ko istemaal kartay howe apnay aapko talaq deti hoon) Kya sahih hai?

Answer:

Islamic Answer - Paaki aur Naapaaki ke Masaa'il - 00108

Question: Kya main jis office main kaam karta hoon wahan ka libaas pant shirt hai, mujhay jiryaan ka marz hai ab namazon ke auwqaat main pant dho nahi sakta na hi tabdeel kar sakta hoon aur rozaana ghar jaakar bhi badal nahin sakta yani har dosray din ke liye naya libaas istemaal nahi kar sakta tu main kya karoon mujhay paishab ke qatray aatay hain phir nahin aatay jiski wajah se meray kapray naapaak rehtay hain?

Answer:

Islamic Answer - Qur'an - 00107

Question: Zaid aalim nahin hai aur woh kisi madrasa se faarigh bhi nahi hai wo tarjumay wala qur'an saamnay rakh kar uski tafseer bayan karta hai us ka is tarah tafseer bayan karna aur logon ka sun na kaisa hai?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00106

Question: Ameer-e-Ahl-e-Sunnat ne madani muzaakray main farmaya ke ek jism main ek rooh ke siwa dosri rooh nahi aasakti jisay log sawaray kehtay hain aur Aapnay farmaya hai ke jinnaat ki napaak roohain is main daakhil hojati hain? Lihaaza tafseel se bataen ke sawari main napaak roohain daakhil hoti hain ke nahin? aur us suwaari ki haqeeqat kya hai?

Answer:

Thursday, August 13, 2009

Islamic Answer - Tawezat-o-Wazaa'if - 00105

Question: Kya Taweez ka istemal karna qur'an-o-hadith main ki roshni main jaa'iz hai?

Answer:

Islamic Answer - Tawezat-o-Wazaa'if - 00104

Question: 1) taweezat laina, daina, likhna, latkana, dum karna, kaisa hai? Kya humaray pyaray Aaqa Sallahu Alaihi Wasallam se iska ka kya saboot hai, Hadith ki roshni iska jawab ata farmadain. Kyon ke bad mazhab loag humain pareshan kartay hain ke yeh sub shirk-e-bid'at hai?
2) Kya taweezat denay wala mu'aaoza lay sakta hai?

Answer:

Tuesday, August 11, 2009

Islamic Answer - Aqaa'id - 00103

Question: Meelad-un-Nabi Sallahu Alaihi Wasallam ke baray main irshad farmaen qur'an-o-hadith ki roshni main?

Answer:

Islamic Answer - SMS - 00102

Question: 1) Mobile main is tarah ke message aatay hain ke ye SMS parh ke itnay logon ko farward karo achi khabar milegi agar na karogay tu bad qismat hojaogay, is tarah ke message karna kaisa hai?
2) Kya is tarah ke message kar saktay hain ke paanch/5 baar durood shareef parh kar aagar bhejo agar aapne bheja tu aaj bahut saray log Aaqa Sallahu alaihi wasallam par durood parhnay ki sa'aadat haasil karlengay?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00101

Question: Doraan-e-At'tahiyyaat ungliyon ka halqa kis tarah banatay hain, aur kab tak?

Answer:

Islamic Answer - Zawjain - Humbistari/Sexual Relation - 00100

Question: Aurat ke pichay walay maqam main wati karna kaisa hai aur aurat ki sharamgaah. deegar aazaa choomna choosna kaisa hai neez jama ka sunnat tareeqa likhain?

Answer:

Islamic Answer - Zakaat, Sadqaat, Ushar, Fitar - 00099

Question: Zakaat saarhay saath 7.5 tola par farz hai tu 10 ya 14 tola par kitni waajib hogi? Aur yeh bhi irshaad farmaeye ke ke ek tola ki qeemat ziada honay par zakaat ki miqdaar bhi kya dugni hojayegi?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00098

Question: Sitaaron se haal daryaaft karna jo akhbaar main aatay hain un par yaqeen rakhna chahiye ya nahi?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00097

Question: Agar istikhara main mana kiya jaye magar insan ye aqeedah rakhay ke wo kuch naik amal karlay tu khuda ko uski dua pasand ajaye aur phir dobara istikhara karnay se kya nateejah badal kar sakta hai?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00096

Question: Kya jumu'a ki dosri azaan main anghotay chooomna mana hai?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00095

Question: Aadhi aasteen ki qamees main namaz parhna kaisa hai?

Answer:

Islamic Answer - Nikaah - Talaaq - Zawjain - 00094

Question: Kya sunni mard ki shadi shi'a aurat se ki jasakti hai?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00093

Question: Azaan se pehlay durood parhnay ka kya hukm hai?

Answer:

Islamic Answer - Bank, Insurance, Commision - 00092

Question: Bank ya kisi company ke share khareed saktay hain?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00091

Question: Film "The Message" dekhai gae thi, Jis main Hazrat Muhammad(Sallahu Alaihi Wassalam) aur sahaba-e-karaam ka kirdaar bhi dikhaya gaya hai lekin Sarkar(Sallahu Alaihi Wassalam) aur khulfaa-e-raashideen ke ilawa deegar sahaba-e-karaam ka kirdaar tasweer ke saath sikhaya gaya hai, is film ka dekhna jaa'iz hai?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00090

Question: Aqamat beth kar sunni chahiye ya kharay hokar? Daleel se saabit kijeye.

Answer:

Saturday, August 8, 2009

Islamic Question and Answers (Fatawa)




Friday, August 7, 2009

Islamic Answer - Bank, Insurance, Commision - 00089

Question: Insurance ke muta'alliq mujhay bataen ke iska kya hukm hai?

Answer:

Islamic Answer - Miscellaneous - 00088

Question: Jo log zalzalay se muta'assir howe hain kya un par shaheed ka itlaq hoga?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00087

Question: Namaz mainpainchay fold karna sahih hai ya ghalat? mujhay baraye karam sahih maloomat/information faraham karain kyon ke main ne kuch logon se painchay fold karnay ka suna hai jab ke kuch logon se mumaan'at?

Answer:

Islamic Answer - Bank, Insurance, Commision - 00086

Question: 1) Kya sood/interest ke jaa'iz honay ka yeh heela/excuse hosakta hai ke bank ko sood ke badlay main koi pen farokht kiya jaye aur yun sood ki raqam haasil ki jaye tu wo jaa'iz hojaye?

2) Allah Azzawajal ke naam ke saath zikr parna sahih hai ya ghalat?

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00085

Question: Namaz ke liye takbeer kehtay howe namazyon ko kis waqt kharay hona chahiye? Takbeer shuro hotay hi ya "Hayya Alas Salah" par

Answer:

Islamic Answer - Namaz - Roza - Ibaadat - Nawafil - 00084

Question: Kya takhnay khulay rakhnay ka kya hukm hai? aur aar pants pehni hui hoon tu kya namaz parhnay ke liye paa'inchay fold kar saktay hain ya nahi?

Answer:

Islamic Answer - Sunnat - 00083

Question: Sunnat kisay kehtay hain?

Answer:

Sunday, August 2, 2009

Islamic Answer - Ishq-e-Majazi - 00082

Question: Dunya se muhabbat yani kisi larki se muhaabat karna kaisa hai jab ke niyyat yeh ho ke usay raah-e-raast pe lakar naik banaonga?

Answer:

Islamic Answer - Ishq-e-Majazi - 00081

Question: Kya aurat ke saath phone par baat kar saktay hain?

Answer:

Islamic Answer - Zana - 00080

Question: Agar koi shadi shuda shaks zana karlay aur usay nadamat ho tu us par kya hukm hai?

Answer:

Islamic Answer - Ishq-e-Majazi - 00079

Question: Mera ek dost ishq-e-majazi main gariftar hai? wo jisay pasand karta hai us ne meray dost se phine par beghair kisi gawah ke nikaah karliya hai, main ne us se wajah pochi tu usnay mujhay bataya ke wo us se batain karta tha aur usay pata tha ke yeh gunah hai, Shaitan/satan/Evil us par ghaalib araha tha aur us se yeh aadat choott nahi rahi thi, Usnay kisi kitaab ghaliban "Bahar-e-Shareeat" main AISA parha tu usnay is tarah se nikah karliya, Kya uska is tarah karna sahih hai?

Answer:

Islamic Answer - Ishq-e-Majazi - 00078

Question: Na mahram se muhabbat karna kaisa hai?

Answer:

Islamic Answer - Zana - 00077

Question: Jis aurat par zabardasti jinsi ziyad'dati ki gae ho us par iddat hai ya nahi?

Answer:

Islamic Answer - Zana - 00076

Question: Shar'an zana se muaafi ke baray main kya hukm hai?

Answer: