Tuesday, March 24, 2009

Islamic Answer - Sadqa - Khairaat - 00012

Question: Kya Gosht Sadqa Diya Ja Sakta hai? Aur Kya Usko haath Laga Saktay Hain, Isi tarah Usay beth ke daina hoga aur Kya Usko Dekh Saktay hain?

Answer:

Islamic Answer - Sunnat - 00011

Question: Moo-e-Zair-e-Naaf kahan se kahan tak saaf karnay chahiyen? Aur kya iske liye koi cream istemaal karsaktay hain ya nahin?

Answer:

Islamic Answer - Sunnat - 00010

Question: Moo-e-Zair-e-Naaf kahan se kahan tak saaf karnay chahiyen? Aur kya iske liye koi cream istemaal karsaktay hain ya nahin?

Answer:

Islamic Answer - Sadqa - Khairaat - 00009

Question: Kya Gosht Sadqa Diya Ja Sakta hai? Aur Kya Usko haath Laga Saktay Hain, Isi tarah Usay beth ke daina hoga aur Kya Usko Dekh Saktay hain?

Answer:

Islamic Answer - Khawateen Ke Masaa'il - 00008

Question: Aurat Ke Liye Chehray ka Parda karnay ka kya hukm hai?

Answer:

Tuesday, March 17, 2009

Islamic Answer - Bank, Insurance, Commision - 00006

Question: Aaj Kal Motorcycle waghera Asal raqam se ziada qeemat par di jaati hai, Kya iska Laina Jaa'iz hai?

Answer:

Islamic Answer - Aqaa'id - Eesaal - 00005

Question: Kya Faatiha dilana, Nazr-o-Niyaaz karna, Eesaal-e-Sawab karna jaa'iz hai ya nahi? Qur'an-o-Hadith ki roshni main wazahat farmadain.

Answer:

Sunday, March 15, 2009

Q & A's Regarding hillat-o-hurmat

QuestionAnswer
 
Bator paisha bheek mangna kaisa?Listen
Ghair aurat par nazar par jaye tu kya parhain?Listen
Na Samajh bachay ka zabeeha halal hai ya haram?Listen
Darya ka kounsa janwar halal hai?Listen
Koun si machli haram hai?Listen
Kaikra halal hai ya haram?Listen
Jheenga khana kaisa?Listen
Bator tafreeh machli ka shikar karna bil ittifaaq haram haiListen
Shikar karda machli haram hai ya halal?Listen
Kaporay khana kaisa hai?Listen
Jhuk kar salam karna kaisa?Listen
Kaafir se dostiListen
Masjid main apni beemari waghera ke liye appeal karna kaisa?Listen
Agar koi Aalim jhaar dain tu?Listen
Agar koi shaks kisi ka bacha goad lay tu waldiyat main haqeeqi baap ka naam likhay ya apna?Listen
Mard darzi, aurat ka naap lay skta lekin ek islami bhai yeh kaam seekh rahay hain, kya unka ye kaam seekhna ja'iz hai?Listen
Yeh kehna kaisa hai ke mera banda tumharay pas ayega, ya main main ne apna banda tumharay paas bhej diya hai waghera waghera.Listen
Aaj kal cricket match main shartain laga kar lakhon balke croron rupyon ka satta lagaya jata hai, iske baray main kuch wazahat farmayenListen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Q & A's And Hikmatain

QuestionAnswer
 
Khanay se pehlay pani peenay ke fawaa'idListen
Zaitoon ki barkatainListen
Darakht ke nichay kalma ParhnaListen
Halal-o-Haraam janwaron ki hikmatainListen
Naam Ahmad-o-Muhammad ke fazaa'ilListen
Dua ke ba'ad donon haath chehray par phairnay ki hikmatListen
Khajoor se roza aftar ki hikmat?Listen
Bakray ki khaal par bethnay ki hikmat?Listen
Rabi ul Awwal ko Rabi Un Noor kehnay ki wajah?Listen
Internet ya telephone ke zaree'ay bayanat relay karnay ki hikmat?Listen
Apnay imamay ki mubarak sunnat main sabz rung hi kyon pasand farmaya jabke aur bhi rung ke imamay Sarkar (Sallahu Alaihi Wasallam) se saabit hain, aur yeh chadar jo islami bhai rakhtay hain iski bhi hikmat irshad famayenListen
Baaz islami bhai apnay saath chadar rakhtay hain, iske kya fawaa'id hain?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Saturday, March 14, 2009

Q & A's And Hikaayat

QuestionAnswer
 
Gunahon ki beemari se najat ka wazeefaListen
Tahreeron, akhbari kaghzat ko bay dardi ke saath qadmon talay rondnaListen
Buzurgon ki nashisht gaah par bethna bay adabi hai?Listen
shikar karda machli ya janwar haram hai ya halal?Listen
Kaafir se dostiListen
Kuffaar ko isam ki taraf kesay raghib karain?Listen
Qur'an paak ko choomna kaisa?Listen
Qur'an jis sandooq ya almari main ho us par saman rakh saktay hain ya nahi?Listen
Sair-o-tafreeh kaisa?Listen
Naam "Ahmad-o-Muhammad" ke fazaa'ilListen
Kabootar ke paon ki surkhi?Listen
Shahad ki mak'khi ke dank ka ilajListen
Kya museebat main Allah ko yaad karna ziada afzal hai?Listen
Shaah-e-Aalam(Rahmatullahi Alaihi) ke takht ki haqeeqatListen
Faasiq AamileenListen
Khaak-e-Madina watan lejana kaisa?Listen
Nafli hajj afzal hai ya sadqa'i nafl?Listen
Kya nafli hajj karnay ke bajaye apni raqam kisi zarurat mand ko de saktay hain?Listen
Allah (Azzawajal) ke sifaati naam (Haleem) ka adabListen
Khareed-o-farookht ki ehtihaatainListen
Masjid-ul-Haram main safai ki naukriListen
Touba ke iraday se gunaah karna kaisa?Listen
Ikhlaas ke muta'alliq buzargaan-e-Deen ke waa'qi'atListen
Rishwat khoron ke dardnak anjam ke muta'alliq agar hikayat bhi bayan hi farmadain tu khoob, khusoosan taaza tareen waqi'at main bahut ibrat ka saman hoga?Listen
Is tarah ki hikayat aur waaqi'at umooman yaad bhi hotay hain ya kartay bhi hain, lekin jab hum par koi baat aati hai tu hum ye bhool jatay hain, aisay main kya kiya jaye?Listen
Ameer-e-Qafla ki khusoosiyaat irshad farmayen, aur mazeed hikaayat bhi irshad farmaye?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Q & A' s Regarding Hifazati Umoor

QuestionAnswer
 
Faizan-e-madina ke gate par security gate, scanner aur security ahalkar mojoud hain, iski kya wujohaat hain?Listen
Agar ye hifazati intizamat dekh kar kisi ke dil main ye waswasa aye ke kya yeh log tawakkul nahi kartay tu unko kya jawab dain?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Thursday, March 12, 2009

Q & A's Regarding Weekly Ijtima

QuestionAnswer
 
Nigran Islami bhai kitnay bajay ijtima main haazir hoon?Listen
Ijtima main honay wali chooriyon ki rok thaam ka tareeqaListen
Agar islami bahnain parday main reh kar sunnaton bhara ijtima karain jis main zikrullah (Azzawajal), naat khuwani, sunnaton bhara bayan ho aur dua karain tu yeh kaisa hai? Listen
Jis waqt dars-o-bayan horaha ho uswaqt zikr-o-azkaar karna kaisa?Listen
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Q & A's Regarding Anger/Ghussa

QuestionAnswer
 
Ghuassa karnay ke nuqsanatListen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Q & A's Regarding GhumKhuwari

QuestionAnswer
 
Ghumkhuwari na karnay ke tnzeemi nuqsanatListen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Q & A's Regarding Gheebat

QuestionAnswer
 
Gheebat ki tareefListen
Ye kesay maloom ho ke gheebat kar rahay hain?Listen
Gheebat se bachnay ka tareeqaListen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Wednesday, March 11, 2009

Q & A's Regarding quarrels between family members

QuestionAnswer
 
Saas Bahu ke jhagron ka halListen
Aapas ke jhagron main ek dosray par jaadu ka ilzam lagana kaisa?Listen
Aapas main muhabbat barhanay ke liye ilajListen
Gharialo naachaqi ke ilaj ke liye bahtareen wazeefaListen
Baap agar maa ko talaq deday, tu aulad is tarah kya kiya jaye? Maa sakhti se mana karti hai ke na milna warna doodh mu'aaf nahi karongi.Listen
Bahan agar ro ro kar susraal ke mazalim bayan karay tu bhai ka kya kirdar banta hai?Listen
Agar kisi ki bhabhi par jadu karwa kar apni taraf maa'il karlay tu usko kin baaton ka khyal rakhna chahiye?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Islamic Answer - Miscellaneous - 00004

Question : Kia Palmistry , Ilm-e-Nujum Islam ki ru se halal hai? Tafseelan arz kardijeye.. Main ne Shama-e-Shabistan-e-Raza (Book OF Ala-Hazrat (Rahmatullahi Alaihu)) ke baaray main bhi suna hai, Ye kitab imaam Ahmad Raza Khan (Rahmatullahi Alaihu) ki likhi hui hai aur ye sitaron ke muta'alliq hai. Tafseelan samjha dengay tu maharbani hogi.

Answer :

Tuesday, March 10, 2009

Q & A's Regarding Home Environment

QuestionAnswer
 
Baaz aurtain bahut powerful hoti hain aur apnay bachun ke abbu par haawi rehti hain, aur is tarah aadmi pareshan rehta hai, uske liye kuch tasalli ka saaman far'aham farma dijeye. Listen
gayarah su(1100) martaba wazeefa parhna, kuch aasan wazeefa irshad farmadijeye.Listen
Saas bahu ke jhagray bahut barhtay jarahay hain, in jhagron ka hal irshad farmadain?Listen
Baaz auwqaat saas bhi aapay se baahar hojati hain, kuch is baaray mainbhi irshad farmadain?Listen
Aapnay abhi "memon community" ka tajziya paish kiya, Kya aapka bhi is se ittefaq hai?Listen
Humaray yahan ghar denay ka jo silsila hai... jab tak makan na diya jaye tu shadi nahi hoti.. kya ye kamzoori nahi hai?Listen
Agar shohar apni zojah ko deegar ahl-e-khana ke saath rakhay, is silsilay main kuch ehtihatain irshad farmadain ke fitnay se hifazat ho?Listen
Kya aapnay apnay betay ko saath rakha hai ya alag ghar diya howa hai?Listen
Aulad ki tarbiyyat ka bhi tareeqa irshad farmadain.Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Monday, March 9, 2009

Q & A's Regarding Fazaa'il/Blessings

QuestionAnswer
 
"Bismillah Hir Rahmanir Raheem" likhnay ki fazeelatListen
Sabzi/Vegetables ke Fazaa'ilListen
Zaitoon/Olive ki barakatainListen
Haafiz kitnay afrad ki shafa'at karega?Listen
Aalim kitnay afrad ki shafa'at karega?Listen
Sub se afzal zaban?Listen
Sub se afzal ummat kounsi hai?Listen
Jumu'a ki har neki par sat'tar guna ajr milta hai Listen
Aalim ki ziyarat ki fazeelatListen
Naam "Ahmad/Muhammad" ke fazaa'ilListen
Afzal tareen paaniListen
khurcha khanay ki fazeelatListen
Baarish ka paani baabarakat hai?Listen
Nafli hajj azfal hai ya saddaqa-e-naflListen
Kya nafli hajj ke bajaye apni raqam kisi zarurat mand ko de saktay hain?Listen
Safaid baalon main mehndi lagana sunnat haiListen
Kya yeh saheeh hai ke jis ghar main "Kanzul Eeman" ya "Rad'dul Mukhtar" ho, us ghar main aasaib nahi aatay?Listen
Sulah ke fazaa'ilListen
Masjid ki safai ki fazeelatListen
Imama Shareef aur daarhi shareef rakhnay ke fazaa'ilListen
Agar koi islami bhai sirf 12 Madani Qaflon main safar karlay, tu kya usay bhi ye fazeelat haasil hogi?Listen
Fi zamana ehyaa-e-deen ki bahut saari tanzeemain mojoad hain magar yeh kyon kaha jata hai ke Dawat-e-Islami jesi koi tehreek nahi, isay aur tehreekon par tarjeeh di jati hai?Listen
Ghuraba aur masakeen ke saath qayamat ke roz kya mu'amla kiya jayega?Listen
Aitkaf ke liye kounsi masjid sab se afzal hai?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save Target As.)

Q & A's Regarding Ehteraam-e-Muslim/ Respect Of Muslims

QuestionAnswer
 
Per sahi ke betay ki darhi ki darhi khashkhashi ho tu kya tab bhi uski ta'zeem karengay?Listen
Agar koi sayyed bad mazhab ho phir bhi uski ta'zeem karengay?Listen
Agar kisi sayyed ne kufr bola aur murtad hogaya aur phir touba kar ke musalman hogaya tu kya ab wo sayyed hi kehlayega?Listen
Baaz dukandaar khulla honay ke bawajod kehdetay hain ke khulla nahi hai, baraye karam is jhoot se bachnay ka tareeqa irshad farmadain?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Q & A's Regarding Durood Shareef

QuestionAnswer
 
Kya ye baat durust hai ke durood-e-Ibraheemi ke ilawa koi aur durood nahi parh saktay?Listen
Durood Shareef parhna kab farz aur kab waajib hai?Listen
Kya paon samait kar laitay howe durood shareef parh saktay hain?Listen
Baaz islami bhaiyon ko dekha gaya hai ke wo douran-e-baayan durood-e-paak parhnay aur tilawat kartay hain kya ye durust hai? neez yeh bhi irshad farmaeye ke ilm-e-deen seekhna ziada afzal hai ya durood paak ka parhna aur tilawat karna?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Q & A's Regarding Dua/How To Pray

QuestionAnswer
 
Apnay murshid ke liye dua-e-maghfirat kar saktay hain?Listen
Dua-e-Maasora kin duaon ko kaha jaata hai?Listen
Kaafir ko marhoom kehna aur uske lliye dua-e-maghfirat karna kaisa?Listen
Dua main naakhunon/nails se khelna, Dua ke AadabListen
Dua main haath uthanay ke aadabListen
Dua ke baad haath chechray par phairnay ki hikmatListen
Kya museebat main Allah (Azzawajal) ko yaad karna ziada afzal hai?Listen
Kya dua ke liye haath uthana zaruri hai?Listen
Shah-e-Aalam(Rahmatullah hi Alaih) ke takht ki haqeeqatListen
Jab hum kisi ke liye dua maang raay hoon tu kya uswaqt apnay liye bhi dua maangni chahiye ya nahi? Listen
Dua maangne ki mazeed ehtihatain irshad farmayeListen
aam tor par mash'hoor hai ke dua ke douran dono haath milay howe honay chahiyen, magar apko dekha gaya hai ke aap ke hathon main fasla hota hai, is main kya hikmat hai?Listen
Dua ki qabooliyat ki alamatListen
Dua zaban se mangi jaye ya dil se?Listen
Dua dheemi aawaz se ki jaye ya buland aawaz se?Listen
Dua ki qabooliyat ke auwqaat?Listen
Dua main "YaRasoolallahi Unzur halana" kehna kaisa?Listen
Kya aurat peer se bazaree'a phone sirf salam dua ya apni pareshani ke hal ke liye dua ki darkhaast karsakti hai?Listen
Haftawaar sunnaton bharay ijtima main dua ka doraanya kya hona chahiye?Listen
Umooman aap dua se qabal dua main haath uthanay ke jo chaar aadab irshad farmatay hain, kya islami bahnon ke liye bhi yehi aadab hain?Listen
Kya khudKashi karnay walay ke liye dua-e-maghfirat kar saktay hain?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Q & A's Regarding Jahannum/Hell

QuestionAnswer
 
Kaafir jinnaat ka thikaanaListen
Jahannum ko kis din bharkaya nahi jaata?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Islamic Answer - Bayt, Taalib, Peer, Murshid, Mureed, Silsilay - 00003

Question: "Bahut se logon se suna hai, ke bai'at sirf haath par hi hoti hai? Muftiyan-e-Karam aur Ulama-e-Uzaam is ke muta'alliq kya farmatay hain? Wazahat farmadijeye."

Answer:

Islamic Answer - Ishq-e-Majazi - 00002

Question: "Kya Agar koi kisi ko pasand karta ho, aur us se sadi ka khuwahishmand bhi ho, lekin Walidain razamand na hoon tu kya kiya jaye? aur kya islam main kisi ko pasand karna/Muhabbat karnay ki ijazat hai?"

Answer:

Sunday, March 8, 2009

Q & A's Regarding Dars-e-Faizan-e-Sunnat

QuestionAnswer
 
Kya sirf Faizan-e-Sunnat se dars diya jaye?Listen
Faizan-e-Sunnat ya Rasaa'il ka deegar zabanon main tarjumaListen
Faizan-e-Sunnat ke ilawa deegar kutub ka mutaal'aListen
Masjid main dars ki ijazat na ho tu kya karain?Listen
Dars-e-Faizan-e-Sunnat ke madani phoolListen
Islami bhai faizan-e-sunnat ke dars main bethnay main susi kartay hain, Iska Hal irshad farmayen?Listen
Kya kisi bhi risalay se dars diya jasakta hai?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Q & A's Regarding Buri Suhbat/Bad Gatherings

QuestionAnswer
 
Kaafir se dosti karna kaisa?Listen
Ghar ka sarbarah/head khud tu ghar ko T.V se bachanay ki koshish karta hai, magar bachay doston ke ghar T.V dekhne jayen, tu unhain kis tarah se bachaya jaye?Listen
Buri Suhbat/Bad Gathering Kis Tarah se Choothay?Listen
Mard ka shahwat ki wajah se Amrad se dosti rakhna aur usay mazeed hilanay k liye tuhfa-o-dawat karna kaisa hai?Listen
Baaz islami bahnain aapas main gehri dostiyan karleti hain, tu kya is tarah ki dostiyon se khush hotay hain?Listen
Kisi Faasiq-o-Faajir aur gunahgaar shakhs se dosti karsaktay hain ya nahi?Listen
Madani Ina'amat main se ek Madani Ina'am main kisi ek se zaati dosti se bachnay ki targheeb hai, jab ke ulama-e-karam farmatay hain ke deen ki khatir pakki dosti jaa'iz hai. Baraye karam Rahnumai farmaeye?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Q & A's Regarding Dawat-e-Islami

QuestionAnswer
 
Ameer-e-Ahl-e-Sunnat ke paak-o-hind ke musalmanon ke baray main ta'assuraatListen
Kya koi islami bhai parday main rehkar islami bahnon se bayan ya madani mashwara kar sakta hai?Listen
Islami bahnain phone ke zaree'ay mashwara ya shar'i masa'il pochain tu ?Listen
Kya islami bhai bhi apnay apnay mumalik main madani muzakray karsaktay hain?Listen
Markaz Ki Ita'atListen
Dawat-e-Islami ke madani mahol main "Madina Madina" pukartay hain, iski  wazahat farmaen?Listen
Dawat-e-Islami ke madani mahol main majalis ke qayam ka kya maqsad hai aur inki haajat kyon paish ayi?Listen
Majalis main shamil karnay ke liye islami bhaiyon ki qabiliyat ka meyar, aur tareeqa-e-kaar kya hona chahiye?Listen
Kya majalis ke nigan-o-araakeen qafilon ke liye bhi infiradi koshish karain?Listen
Yeh kesay malom ho ke fulan kis quality ka islami bhai hai?Listen
Majalis ke Nigran-o-Araakeen ko madani markaz se li hui ya chanda ki hui raqmon ko kharch karnay main kya kya ehtiyaatain karni chahiyen?Listen
Jis majalis ke tahat tankhaah dar amla ho us majlis ke nigraan-o-araakeen ko amlay ke saath kaisa rawayya ikhtiyaar karna chahiye?Listen
Jin islami bhaiyon ko sobai ya shahar satah ki majlis ki nigrani ya rukniyyat milti hai basa auqaat unka andaz haakimana aur rubdaar hojata hai, kya aisa karna durust hai?Listen
Kisi bhi majlis ki kul muddat kitni hoti hai?Listen
Kisi majlis ke nigran ko usi majlis ka rukun bana diya jaye ya majlis se faarigh kardiya jaye tu aisi soorat main unka andaz kya hona chahiye?Listen
Baaz majalis ke islami bahi aapas main bahut bay takalluf hojatay hain aur hansi mazaq kartay hain, kya is se dosray islami bhaiyon par bura asar nahi parta?Listen
Majlis ke nigran ko Araakeen se madani kaam kis tarah lena chahiye?Listen
Majlis main nigran-o-araakeen sabhi hotay hain, magar baaz nigran-e-majlis khud hi tamam kaam kartay hain, is baray main kuch irshad farmayenListen
Baaz auwqaat ek islami bhai ek se ziada majalis main hotay hain, kya is se us islami bhai ki karkirdgi muta'assir nahi hoti?Listen
Kya har majlis main madani aalim ka hona zaruri hai?Listen
Kya majalis ke nigran-o-araakeen ko apnay shuba jaat ke saath saath apnay alaqay main bhi madani kaam karna chahiye?Listen
Majalis ke nigran-o-araakeen har kaam karnay se pehlay mashwara kartay hain kya is main koi hikmat hai?Listen
Majalis ke nigran-o-araakeen main ikhtilaaf honay ki soorat main kya karna chahiye?Listen
Majlis-e-Maktoobat-o-Taweezat-e-Attariya bananay main kya kya hikmatain hain?Listen
Apki pasandeedah majalis kounsi kounsi hain?Listen
Baaz islami bhai alaqon main madani kaamon main mashghool hain aur baaz islami bhai majalis ke madani kaamon main mashghool hain, in main se tanzeemi ahmiyat ziada kis ko haasil hai?Listen
Majlis-e-Tahqeeqat-e-Shar'iiya ke qayam ka kya maqsad  hai?Listen
Majlis-e-Tahqeeqat-e-Shar'iiya mazeed kin masaa'il par tahqeeqat kar rahi hai?Listen
Ek nigran par apnay matahat ke baray main kya kya huqooq hain? is baray main kuch irshad farmayen?Listen
Dawat-e-Islami kyon maa'rooz wujood main ayi?Listen
Baal bachun ko dawat-e-islami ke madani mahol se kis arah wabasta karain?Listen
Madani kaamon ke doran kabhi kabhi sakht mushkilat darpesh aati hain, kabhi ghar walon ki taraf se aur kabhi ma'aashray ki taraf se, ab rukawat aati hai tu dil tootnay lagta hai, Is Moga'e par kya karna chahiye?Listen
Dawat-e-Islami ka madani kaam kis niyyat se karna chahiye?Listen
Ma'zool nigran ka tarz-e-amalListen
Agar mughlim ko awaam na marain tu uska dil khul janay ka andesha hai?Listen
Tanzeeman rothay howe ko mananay ka tareeqaListen
Dosray halqay main Madani Kaam karnay k liye jana ho tu?Listen
Kya Dawat-e-Islami ka phone, stationary wagherah apnay zaati istemal main lasaktay hain?Listen
Dawat-e-Islami ki Majlis-e-Shoora se harj rakhnay main harj nahi.Listen
Jis par tanzeemi pabandi ho usay bahal karnay ka ikhtiyaar kis ke paas hai?Listen
Imama utarnay ka ikhtiyar kis ko hai?Listen
Dawat-e-Islami ke Naat Khuwan ka kirdar kaisa ho?Listen
Ameer-e-Ahl-e-Sunnat ne Dawat-e-Islami ka kaam kis tarah shuro farmaya?Listen
Dawat-e-Islami ka madani kaam barhanay ke liye ?Listen
Islami bahnon ke liye Dawat-e-Islami ke madani kaamon ke auwqaat?Listen
Raat ke bajaye din main madani kaam ki tarkeebListen
Dawat-e-Islami ke zimmedaraan ki shikayat ka tareeqa-e-tanzeemi tarkeeb.Listen
Tanzeemi Zimmedari bakhushi qubool karainListen
Dawat-e-Islami main istiqaamat kesay milayListen
Imaama Shareef ke rung ke baray mainListen
Dawat-e-Islami ke qayaam ka maqsadListen
Kya madani kaam par pakar dheeli nahi hogae?Listen
Dawat-e-Islami walay apnay aapko ghair siyasi kyon kehtay hain?Listen
Tanzeemi soch kis ko kehtay hain?Listen
Dawat-e-Islami wala honay ki alamaatListen
Dawat-e-Islami main shaksiyat ko ahmiyat haasil hai ya Madani kaam ko?Listen
Taajir Dawat-e-Islami ke madani kaam kis tarah karay?Listen
Dawat-e-Islami ke nizam aur markazi Majlis-e-Shoora ke madani kaam se aap kis hudd tak mutma'in hain?Listen
Rozana do ghantay Dawat-e-Islami ke madani kaamon par kis tarah dain?Listen
Apnay nigran ya peer sahib ko khush karnay ke liye madani kaamon main hissa lena ikhlaas ke manafi hai ya nahi?Listen
Nigran ko isliye tuhfa diya ke ye nekyon main mujhse aagay hain aur murshid ke qareeb hain Listen
Baaz mubal'ligheen madani kaamon main sust par jatay hain aur shikayatan kehtay hain ke main ne bahut koshish ki magar Kamyaab na hui, kya karun? humari baat log nahi mantay, Hum madani kaam kis tarah karain?Listen
Baaz alaqon main madani kaam karnay walay bahut kam hotay hain. mukhalfat ka zor aur tanon ka shor, kaam karnay ki himmat nahi hoti, koi mufeed mashwara inayat farmayen.Listen
Jis alaqay main masjid ke imam-o-intizaamiya suuni honay ke baawajod Dawat-e-Islami ke madani kaam aur madani qaflon ke qayam ki ijazat na dain, tu wahan madani kaam kis tarah kiya jaye?Listen
Dawat-e-Islami siyaasat main hissa kyon nahi leti?Listen
Tableegh-e-Qur'an-o-Sunnat ki Aalamgeer tahreek Dawat-e-Islami ki ibtida kya kabhi apke zahan se ye suwaal guzra ke main akaila kya kya karunga? aur kya aapko Dawat-e-Islami ki Dunya bhar main is qadar phalnay phoolnay ki ummeed thi?Listen
Baaz islami bhai duty ke silsilay main door daaraz ke alaqon main jatay hain, aur madani kaam ki taraf tawajjah nahi rehti aur wo apnay peshawarana kaamon main mashghool hojatay hain, wapsi par thakan ke baa'is madani kaamon main susti hoti hai, aisay islami bhaiyon ke liye chand madani phool irshad farmadain.Listen
Baaz islami bhai naukri ke baa'is duty timing mainimama shareef nahi pahentay aur phir ahista ahista ye apna ma'mool bana letay hain yani kabhi kabhar ek do maah baad imama pahen liya aisay islami bhaiyon ke liye madani phool irshad farmayen.Listen
Dawat-e-Islami ke ghair siyasi honay ke government aur awami satah par kya kya fawa'id hain?Listen
Alhumdulillah (Azzawajal) Dawat-e-Islami walon ke aqaa'id ain qur'an-o-sunnat ke mutabiq hain magar phir bhi kuch loh hum ko mushrik-o-bid'ati kehtay hain, unko kaisay mutma'in karain? aur unke liye kya hukm hai?Listen
Kya Dawat-e-Islami firqa waariyat ko furoogh de rahi hai?Listen
Dawat-e-Islami walay katha'i/brown rung ki chadar kyon istemal kartay hain?Listen
Dars-e-Nizami se wabasta islami bahnon ka madani kaamon main kya kirar hona chahiye?Listen
Jis madani kaam ki targheeb aapnay abhi irshad farmai, us madani kaam ko karnay ka tareeqa kya hona chahiye?Listen
Agar bilfarz islami bahnon ki mushawrat tak bhi hum nizam ke tahat puhancch gaye aur tab bhi humara mas'ala hal na howa tu, ab kya karain?Listen
Ye jo madani nuskhay ap ne irshad farmaye ye tu un islami bahnon ke liye hain jinke yahan munnay ke abba mojod hoon, Waalid aur bhai inhe kis tarah madani mahol ki targheeb dilaye jaye?Listen
Madani markaz ke mutabiq islami bhai isha ke baad do ghantay ke andar andar ghar chalay jayen aur islami bahnain maghrib se pehlay tamam tanzeemi kaam khatam kar ke ghar chalay jana chahiye, agar iske bawajoud koi islami bahan iski khilaf warzi karti hai tu uske saath deegar islami bahnon ko kya karna chahiye?Listen
Ek Mu'allima apnay taalbaat ki tanzeemi aur ikhlaaqi tarbiyat kesay karay?Listen
Baaz islami bahnain aapas main gehri dostiyan karleti hain, tu kya is tarah ki dostiyon se khush hotay hain?Listen
Mu'allimaat aur taalbat ke liye bhi madani kaamon ke hadaf hain?Listen
T.V par aanay walay beshtar Naat Khuwan Dawat-e-Islami ke Naat Khuwan kehlatay thay, aur ab bhi yeh ta'assur paya jata hai ke ye Dawat-e-Islami ke Naat Khuwan hain.Listen
Jo Naat Khuwan markaz ki tarkeeb main nahi hain wo sabz imama bhi pahentay hain aur raat bhar mehfil bhi kartay hain unke liye aap kya farmatay hain? aur un ilaqon ke nigranon ko aap kya irshad farmatay hain? Listen
Ye Afwah kahan tak durust hai ke dawat-e-islami ka madani markaz T.V par apnay muballigheen ki tarkeeb bana raha hai?Listen
Dawat-e-islami ka madani maqsad kya hai?Listen
Sust aur rothay howe islami bhaiyon ko madani kaamon main masroof karnay ka tareeqa irshad farmadainListen
Is Madani maqsad ki wazahat farma dijeyeListen
Is maqsad ko panay ke liye Dawat-e-Islami ka mahol kyon zaruri hai?Listen
Baaz Islami bhai imama shreef nahi pahentay aur darhi shareef rakhnay main bhi susti kartay hain, aur uzr ye hota hai ke jahan hum kaam kartay hain wahan par haalat muwaafiq nahi hain, unka yeh uzr paish karna kaisa hai?Listen
Aaj tu do ghantay walay madani in'aam par amal nahi horaha?Listen
Dawat-e-Islami ek ghair siyasi tehreek hai, magar baaz loag kehtay hain ke anqareeb Dawat-e-Islami siyasat main ajaegi, Ye kahan tak durust hai?Listen
Aaj kal Dawat-e-Islami wala Naat Khuwani kartay hain aur ka'i Sabz imamay walay is main shareek hotay hain, Is ke baaray main aap kya irshaad farmatay hain?Listen
Main Dawat-e-Islami ka madani kaam Madani markaz ke usolon ke tahat karna chahta hoon, aur tarbiyyat haasil kar na chahta hoon.Listen
Daar-ul-uloom aur madaris main madani kaam kaise kiya jaye?Listen
Dawat-e-Islami ki tamam majalis ek khaas muddat ke liye kyon banai jaati hain?Listen
Majlis-e-Shoora se kya muraad hai?Listen
Dark Green Imama pahenna tanzeemi tor par kaisa hai?Listen
Imamay ki khoobsurat barhanay ke liye jo karhai waghera ki jaati hai wo kaisa hai?Listen
Suna hai aksar mudarriseen-o-naazimeen madani kaam nahi kartay, ye kahan tak durust hai?Listen
Madani tarbiyyat ke zimmadar islami bhai ko tarkeeb ke islami bhaiyon ke saath kaisa rawayya rakhna chahiye?Listen
waqf ke islami bhaiyon ke saath narmi se paish ayen, agar ye baara maah safar karnay walay islami bhai madani markaz ke jadwal ke mutabiq arkeeb nahi banatay yaa bar bar samjhanay ke bawajod akhrajat aur deegar mu'amlaat main bahtari nahi latay tu zimmedaran in ke saath kis tarah tarkeeb banaen?Listen
Aap apnay bayanat, madani muzakron ki cassetes aur rasaa'il parhnay par itna zor detay hain, Kyon?Listen
Aksar madani qaflay walay islami bhaiyon ko hathon haath safar ke liye raazi karletay hain, magar alaqay walay islami bhaiyon ko rok letay hain ye keh kar ke jb hum safar karain tu aap humaray saath safar kijeyega, Is ke baray main irshad farmayen?Listen
Kaseer sahaba-e-karam aur auliya-e-uzzam (Ridwanullah hi ta'ala alaihim ajma'een) aisay hain jinhon ne ghar baar chor kar raah-e-khuda (Azzawajal) safar ikhtiyar kiye aur apnay watan se door daraz maqamat par hi safar-e-aakhirat ikhtiyar kiya, kya Dawat-e-Islami ke muballigheen ki bhi aisi misalain milti hain?Listen
Baaz auwqat shahar mushawrat, ya alaqai ya halqa mushawrat ki taraf se jo waqt diya jata hai, aam tor par madani mashwaa un auwqaat main khtam nahi hota, aur basa auwqaat waqt ke guzar janay ke bawajod kai kai ghantay tak madani mashwara khtam nahi hota aur zaili halqa zimmedaran aur deegar islami bhai naraz hojatay hain, baraye karam madani mashwaron ka muqarra waqt bhi irshad farmayen.Listen
madani mashwaray ke liye tu nigran apnay matahat ko talab kartay hain, kya Dawat-e-Islami ke mutabiq har kaam ke liye talab kar ke hi kaam kiya jaye ya az khud bhi jakar kaam karnay main fawa'id poshida hain?Listen
Aisay matahat ke baray main aap kya farmatay hain?Listen
Tarkeeb ke islami bhai jis tarah tanzeemi umoor main nigran ki itaa'at kartay hain kya gharailo aur zaati kaamon main nigran ki baat maan na chahiye?Listen
Abahi aapnay ye farmaya ke Dawat-e-Islami ke madani kaamon main yun gumm hojeye, ke aapko apna tasakkhus na ho, Is se kya murad hai?Listen
Aakhir wo koun se aisay awaamil hain ke jis yeh zaahir ho ke ye apni alag se shaksiyat bana kar apnay mamulat chala rahay hain?Listen
Kya tanzeemi nazm-o-zabt ka matlab sirf sar jhuka kar pichay pichay chalna hai? agar kisi poicy ya faislay par dil mutma'in na ho tu kya kiya jaye?Listen
Jami'atul Madina ki muqarrar karda chuttiyon main koi ustad kisi aur jagah ijara par kaam kar sakta hai ya nahi? aur kya yeh ijaray par ijara nahi kehlaega?Listen
Fi zamana ehyaa-e-deen ki bahut saari tanzeemain mojoad hain magar yeh kyon kaha jata hai ke Dawat-e-Islami jesi koi tehreek nahi, isay aur tehreekon par tarjeeh di jati hai?Listen
Dawat-e-Islami tanzeem hai ya tehreek?Listen
Dawat-e-Islami main mustahibbat par is qadar sakhti kyon ki jaati hai?Listen
Ye kehna kahan tak durust hai, ke Dawat-e-Islami siyasat main nahi ayi, tu mulk ka nizam kesay theek hoga?Listen
Jo koi Dawat-e-Islami ke madani mahol se wabasta ho, tu kya wo kisi aur tanzeem main kaam kar sakta hai kya?Listen
Dawat-e-Islami walay safaid imama kyon nahi bantay ke yeh sarkar se saabit hai?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)