Monday, April 13, 2009

Islamic Answer - Miscellaneous - 00014

Question: Main ne bukhari shareef main ke huzoor (Sallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke meray baad baara 12 khalifa hongay, Kya aap mujhay unke naam bata saktay hain?

Answer:

Thursday, April 9, 2009

Q & A's Regarding Husband And Wife's Rights

QuestionAnswer
 
Jahaiz kis ki milk hota hai shohar ki ya biwi ki?Listen
Aurat ki fautgi ke ba'ad jahaiz aur uska maal kis ka hoga?Listen
Biwi ki fautgi ke ba'ad shohar ko uske maal se kis qadar hissa milayga?Listen
Kya shohar apni biwi ko marsakta hai?Listen
Biwi bachun se door reh kar kitna arsa safar main reh sakta hai?Listen
Shohar ko majazi khuda kehna kaisa?Listen
"Dayyoos" kisay kehtay hain?Listen
Agar mard ki koshish ke bawajood bhi aurtain bay-pardagi se baaz na ayen tu kya tab bhi wo "Dayyoos" hai?Listen
Agar kisi dosray shahar ya mulk main aurat ka mahram ho, aur wo usay bula raha ho tu kya aurat, "Bus, car, train yar hawai jahaz(Air bus) waghera" se bhi tanha nahi jasakti??Listen
Tu kya ye shohar ki nafarmaani nahin kehlaegi?Listen
Miyan biwi main umooman jhagra kis baat par hota hai?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Q & A's Regarding Parents rights

QuestionAnswer
 
Agar koi shakhs kisi ka bacha goad le, tu waldiyat main apna naam likhay ya haqiqi baap ka?Listen
Jis waalid ke ek se ziada bachay hoon tu us ko kya kya ehtiyaatain karni  chahiyen?Listen
Aulad ki tarbiyat ke hawalay se chand madani phool aap irshad farmadain.Listen
Madrasatul Madina (Balighaan) parhatay main raat takheer honay ke sabab walidain naraz hotay hoon, kya karain?Listen
Raat ke madani mashwaron main takheer, maan ki narazzgi, Hal.Listen
Raat takheer se ghar janay par walidain naraz hotay hoon, aisay main kya naat khuwani ka sawab milayga?Listen
Ghar se farar honay walay ke baray main....Listen
Agar ghar walay madani burqa ki ijazat na detay hoon, aur chakeelay motyon walay khoobsurat burqa keliye majboor kartay hoon, tu kya kiya jaye?Listen
Agar walidain madani burqa ke bajaye fancy burqa ka hukam detay hoon tu kya karain?Listen
Tu agar maa baap pardaq karnay hi se mana karain tu kya tab bhi itaa'at karna hogi ??Listen
Baho ka susar ki khidmat karna masalan paon dabana, haath choomna waghera kesa hai? jab ke khidmat na karnay par susar naraz bhi hota ho?Listen
Baap agar maan ko talaq deday, tu is soorat main aulad kya karay, jab ke maan milnay se sakhti se mana karti ho aur kehti ho ke milogay tu doodh mu'aaf nahi karungi? Listen
Maan ki fautgi ke ba'ad baap ko dosri shadi na karnay dena kesa hai? Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

Wednesday, April 1, 2009

Islamic Answer - Haraam/Halaal - Jaa'iz/NaaJaa'iz - 00013

Question: Meray doston ne mujhay anjanay main sharab piladi mujhay maloom nahin tha ke yeh kya hai. Unhonay kaha ke yeh energy drink hai. Tu main ne unke kehnay par peeli, Kya main gunahgaar hoon ga ya nahin? aur main apnay doston ko kya talqeen karun ke wo is tarah ke naajaa'iz kaam na karain?

Answer: