Friday, November 20, 2009

Islamic Answers - Aqaa'id

Answers Related To Aqaa'id/Beliefs
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00001

Kya "Yaa Rasoolallah, Yaa Muhammad" kehna sharee'at main Jaa'iz hai? Ulama-o-Muftiyan-e-Karam iske baray main kya irshad farmatay hain?

Read
00005Kya Faatiha dilana, Nazr-o-Niyaaz karna, Eesaal-e-Sawab karna jaa'iz hai ya nahi? Qur'an-o-Hadith ki roshni main wazahat farmadain.Read
00026Kya sarkar-e-Madina Sallahu Alaihi Wasallam ko "Aaqa Ji" keh saktay hain?Read
00029Sitaron se haal daryaft karna kaisa? aur in par yaqeen rakhna kaisa hai?Read
00033Agar ustad qadyaani ho tu usay salam kar saktay hain?Read
00034Kya Allah Ta'ala ke liye haazir-o-Naazir ka lafz istemal kar saktay hain?Read
00039Kya kehtay hain is masa'alayke baray main Zaid kehta hai ke Hazrat Aisha Radi Allahu Anha ne us shakhs ko jhoota kaha hai jo ye kehta ho ke Huzoor Nabi e Kareem Sallahu Alaihi Wasallam ne meraaj ki raat Allah Ta'ala ka deedar kiya hai aur unhon ne Qur'an ki ek aayat se bhi istadlaal kiya hai? Kya ye hadith durust hai? Aur Aqeedah Ahl-e-Sunnat is baaray main kya hai Maharbaani farma kar tafseeli jawab irshaad farmayen?Read
00040Agar deobandi ghalat hain tu unhain Sarkar Sallahu Alaihi Wassalam ki ziyarat kyon hoti hai? Mera ek jaan ne wala hai jo ke Deobandi hai wo kehta hai ke usay Sarkar Sallahu Alaihi Wasallam ki ziyarat hui hai?Read
00047Waseelay ko Qur'an-o-Hadith ki roshni main saabit karain, Kyon ke barailvi log waseela maantay hain aur dosray log waseela ko nahin maantay?Read
00048Sarkar Sallahu Alaihi Wasallam ke Ilm-e-Ghaib ke baray main rahnumaai farmaeye?Read
00049Cheh Kalmay ki kya asal hai? Tafseelan bayan farmaeye?Read
00054Jab insaan ki taqdeer main pehlay hi sub kuch likh diya jata hai, Tu phir usay uske aamal par saza ya sawab kyon diya jata hai?Read
00055Agar khuda Looh-e-Mahfooz par paida honay se pehlay hi qismaton ke faislay likhdeta hai, Tu us dunya main bhejnay ka kya maqsad hai? aur agar matlab hai tu kya naseeb main jannat kyon nahi hai?Read
00056Imaam Mehdi kab tashreef laengay? aur unki pehchan kya hai?Read
00103Meelad-un-Nabi Sallahu Alaihi Wasallam ke baray main irshad farmaen qur'an-o-hadith ki roshni main?Read
00143Tihattar (73) firqoun main se sirf ek firqa jannat main jana wala hai kya barelvi deobandi do alag alag firqay hain ya sirf kuch nazaa'ati ikhtilaafat hain aur firqa ek hi hai?Read
00147Main sunni hoon mujhay maslak ke baray main bataeye?Read

No comments:

Post a Comment