Thursday, April 9, 2009

Q & A's Regarding Parents rights

QuestionAnswer
 
Agar koi shakhs kisi ka bacha goad le, tu waldiyat main apna naam likhay ya haqiqi baap ka?Listen
Jis waalid ke ek se ziada bachay hoon tu us ko kya kya ehtiyaatain karni  chahiyen?Listen
Aulad ki tarbiyat ke hawalay se chand madani phool aap irshad farmadain.Listen
Madrasatul Madina (Balighaan) parhatay main raat takheer honay ke sabab walidain naraz hotay hoon, kya karain?Listen
Raat ke madani mashwaron main takheer, maan ki narazzgi, Hal.Listen
Raat takheer se ghar janay par walidain naraz hotay hoon, aisay main kya naat khuwani ka sawab milayga?Listen
Ghar se farar honay walay ke baray main....Listen
Agar ghar walay madani burqa ki ijazat na detay hoon, aur chakeelay motyon walay khoobsurat burqa keliye majboor kartay hoon, tu kya kiya jaye?Listen
Agar walidain madani burqa ke bajaye fancy burqa ka hukam detay hoon tu kya karain?Listen
Tu agar maa baap pardaq karnay hi se mana karain tu kya tab bhi itaa'at karna hogi ??Listen
Baho ka susar ki khidmat karna masalan paon dabana, haath choomna waghera kesa hai? jab ke khidmat na karnay par susar naraz bhi hota ho?Listen
Baap agar maan ko talaq deday, tu is soorat main aulad kya karay, jab ke maan milnay se sakhti se mana karti ho aur kehti ho ke milogay tu doodh mu'aaf nahi karungi? Listen
Maan ki fautgi ke ba'ad baap ko dosri shadi na karnay dena kesa hai? Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

No comments:

Post a Comment