Saturday, March 7, 2009

Q & A's Regarding Bai'at

QuestionAnswer
 
Saabiqa murshid se tajdeed-e-bai'atListen
Khat ke zaree'ay bai'at ka hukmListen
Yelephone par ya ijtima main speaker par bai'at karna kaisa hai?Listen
Bai'at ki targheeb dilana sawab hai ya nahi?Listen
Dosray peer sahib se taalib hosakta hai? Listen
Fout shuda ko mureed kara saktay hain ya nahi?Listen
Kya bai'at main wakalat buzurgon se saabit hai? Neez wakalat ke zaree'ay mureed honay wala kis ka mureed hoga?Listen
Ye soch kesi hai, ke apnay peer se kam milna chahiye, dur dur se ziyarat karlini chahiye ta ke bay-adabi na hojaye?Listen
Kya loud speaker par bai'at durust hai?Listen
Ameer-e-Ahl-e-Sunnat ko chaaron silsilon main bai'at ki ijazat haasil hai.Listen
Ameer-e-Ahl-e-Sunnat ko kin kin se khilafat haasil hai?Listen
Ameer-e-Ahl-e-Sunnat kis tarah bai'at howe?Listen
Peer ki shara'itListen
Jaam'i shara'it peer ki tareef?Listen
Hum Ameer-e-Ahl-e-Sunnat ke silsilay main bai'at honay ke liye apna naam naam mail ke zaree'ay bhaij detay hain tu kya jawabi mail mosool na honay ki soorat main hum apnay aapko Attari samajh saktay hain?Listen
Kya koi sayyed ghair-e-sayyed ki bai'at kar sakta hai?Listen
Agar sarparast apnay bachay ko mureed karadeta hai aur wo bacha baligh honay ke baad us peer ko tasleem bhi karleta hai magar baad main wohi bacha apnay peer sahab ko tasleem nahi karta tu gunahgaar hoga ya nahin?Listen
Agar koi yeh kahay ke "main fulan fulan peer sahib ka mureed hoon" tu kya sirf ye baat keh denay se bai'at durust hojayegi? Listen
Jo koi Silsila-e-Qadriyya main mureed ho tu kya woh kisi aur Silsilay main mureed hosakta hai?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

No comments:

Post a Comment