Saturday, March 7, 2009

Q & A's Regarding Respect

QuestionsAnswers
 
Karkhanay waghera ka naam likhay howe dastarkhuwan ya chappal ka istemal karna kaisa hai?Listen
Tahreeron, Akhbaron ko qadmon talay rondna kaisa hai?Listen
Kursi ya sofay par bethna kaisa hai jab ke mazhabi kitabain wagherah nichay rakhi hui hoon?Listen
Kya buzurgon ki nashisht gaah par bethna bay adabi hai?Listen
Kya sabz chappal pahanna bay adabi hai?Listen
Kya sotay waqt imamay ko takya banana bay adabi hai? Listen
Masajid ka koora kahan daala jaye?Listen
Ameer-e-Ahl-e-Sunnat Aur Adab-e-TilawatListen
Qur'an Paak ko choomna Kaisa hai?Listen
Qur'an jis sandooq ya almari main ho us par saman rakh saktay hain ya nahi?Listen
Kya Qur'an Paak main koi mazhabi kitab rakh saktay hain?Listen
Ameer-e-Ahl-e-Sunnat aur Ulama-o-Masha'ikh Aur Saadat-e-Karaam ka adab?Listen
Dua main nakhnon se khailna kaisa hai?Listen
Dua main haath uthanay ke aadab?Listen
Kya dua ke liye haath Uthana zaroori hai?Listen
Khaak-e-Madina watan le jana kaisa hai?Listen
Watan main khaak-e-madina milnay par aap kya kartay hain?Listen
Kya madinay shareef ki koi cheez tabarrukan watan nahin lasaktay?Listen
Allah (Azzawajal) ke sifati naam "Haleem" ka AdabListen
Dawat-e-Islami ke madani mahol main "Madina Madina" pukartay hain iski wazahat farmaeye?Listen
"Yasrab Ke Waali Saray Nabi Teray Dar Ke Suwali" Ye sher parhna kaisa hai?Listen
Nazar ki kamzoori ka ilaaj?Listen
Madina Shareef main nangay paon rehna kaisa?Listen
Jannat-ul-Baqi ke andar jana kaisa?Listen
Bargaah-e-Risalat (Sallalahu Alaihi Wasallam) main hazri ke aadab?Listen
Masjid ki taraf peeth kartay hain, magar saahib-e-mazar ko peeth nahi kartay. Iski wazahat farmaeye?Listen
Masjid-ul-Haram main dakhlay ke aadab?Listen
Safar-e-Hajj ke aadab?Listen
Alaqai dora baraye naiki ki dawat ke chand aadab irshad farmayen?Listen
Umooman aap dua se pehlay dua k liye haath uthanay ke jo aadab irshad farmatay hain kya islami behnon ke liye bhi yehi aadab hain?Listen
Gutter k dhakkan par umooman companies ke naam likhay hotay hain, us par chalna kaisa hai?Listen
Istanja khanay main jatay howe baz auwqat muqaddas auwraq oonchi jaghon par rakhnay se gum hojanay ya gir janay ka khadsha hota hai, aisi soorat main kya kiya jaye?Listen
Kya har tahreer ka adab karna chahiye?Listen
Baz na'tiyah ahs'aar main bargaah-e-risalat main "tu, tera, tujhay" jesay alfaz istemal kiye jatay hain, kya ye bat adabi hai?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

No comments:

Post a Comment