Saturday, March 7, 2009

Q & A's Regarding Aqeeqah.

QuestionAnswer
 
Aqeeqay ka kya matlab hai?Listen
Shadi ke dinon main dawat wagherah main dalnay ke liye jo gaayen ya bakray zabh kiye jatay hain, baz log inhi main aqeeqay ki niyyat karletay hain, kya is tarah aqeeqah hojata hai?Listen
Ek Gaayen main kitnay aqeeqay hosaktay hain?Listen
Kya qurbani ki gayen main bhi aqeeqay ka hissa daal saktay hain?Listen
Bachay ka naam rakhnay ke silsilay main chand madani phool irshad farmadijeyeListen
"Muhammad" naam rakhnay ke kya kya faza'il hain?Listen
Abhi jo apnay bachay ke naam rakhnay ke saath lafz "Raza" ka izafa farmaya, iski wajah kya hai?Listen
Bacha ya Bachi ke aqeeqay main janwaron ki tadad kya honi chahiye?Listen
Aqeeqay ka janwar kaisa hona chahiye?Listen
Aqeeqa ke janwar ki umr main shak ho tu kya karna chahiye?Listen
Aqeeqay ke gosht ki taqseem kaisay karna chahiye?Listen
Aqeeqa karnay wala kya kya niyyatain kar sakta hai?Listen
Aqeeqa ka gosht pakwa kar taqseem karna afzal hai ya kacha gosht taqseem karna?Listen
Kya aqeeqay ka gosht walidain bhi kha saktay hain?Listen
Kehtay hain ke aqeeqay ke gosht main se naayi ko sar aur daai ko raan deni chahiye, agar daai kaafira ho tu kya karna chahiye?Listen
Aqeeqay ka janwar koun zabh karay?Listen
Aqeeqay ki dua koun parhay?Listen
Kya dua parhay beghair aqeeqa nahi hoga?Listen
Kya ye durust hai ke janwar ki haddiyan na tori jayen?Listen
Kya aqeeqay ka gosht pakanay ka koi makhsoos tariqa hai?Listen
Bachay ko kis umr main mureed banwaya jaye?Listen
Kya aqeeqa na karnay wala gunahgaar hota hai?Listen
Kya ye durust hai ke jo bacha beghair aqeeqay ke inteqal kar gaya wo apnay walidain ki shafa'at nahi karega?Listen
Is baat ka kya matlab hai ke larka apnay aqeeqay main girwi hai?Listen
Agar bacha paida honay k baad saath din se pehlay pehlay fout hojaye tu uske aqeeqay ka kya karain? agar marnay ke baad kardain tu wo bacha walidain ki shafa'at karega k nahi?Listen
Bacha ya bachi paida ho tu uske kaan main azaan kab aur kitni baar kahain? bachay ka naam kounse din rakhain aur sar ke baal kis din saaf karwaen?Listen
Aqeeqay main bachay ke sar ke baal saf karnay ke baad suna hai sar par zafran malna chahiye?Listen
Agar saathwain din aqeeqa na kar sakain tu kya hukm hai?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

1 comment: