Sunday, March 8, 2009

Q & A's Regarding Bulooghat

QuestionAnswer
 
NaBaaligh agar apni khushi se paani de tu kya hukm hai?Listen
Paani NaBaaligh ki milk honay ki kya soorat hai?Listen
Ky NaBaaligh bacha azaan keh sakta hai?Listen
Samajhdaar hafiz, NaBaaligh bacha Taraweeh parha sakta hai?Listen
NaBaaligh bachay se paani bharwana kesa hai?Listen
NaBaaligh se ustaad paani bhar wa sakta hai?Listen
NaBaaligh eesal-e-sawab kar sakta hai?Listen
NaBaaligh ya yateem ka maal kha liya, ab kya karain?Listen
Insan Baaligh kab hota hai?Listen
Baaligh Madani munnon ko bulooghat ke masaa'il kis tarah samjhayen?Listen
Kya bulooghat ke masaa'il samjhana be-sharmi ki baat hai?Listen
Ustaad ka NaBaaligh shaagird se kaam karwana kaisa?Listen
Agar baalghaan ki ijazat ke beghair qurbani ki jaye, tu kya qurbani hojayegi?Listen
Kya ustaad apnay NaBaaligh shagirdon se khidmat le sakta hai?Listen
Agar sarparast apnay bachay ko mureed karadeta hai aur wo bacha baligh honay ke baad us peer ko tasleem bhi karleta hai magar baad main wohi bacha apnay peer sahab ko tasleem nahi karta tu gunahgaar hoga ya nahin?Listen
 
(To download answers Right Click on the link and select Save target As.)

No comments:

Post a Comment