Saturday, August 1, 2009

Islamic Answer - Haraam/Halaal - Jaa'iz/NaaJaa'iz

Answers Related To Haraam/Halaal & Jaa'iz/NaaJaa'iz
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00013Meray doston ne mujhay anjanay main sharab piladi mujhay maloom nahin tha ke yeh kya hai. Unhonay kaha ke yeh energy drink hai. Tu main ne unke kehnay par peeli, Kya main gunahgaar hoon ga ya nahin? aur main apnay doston ko kya talqeen karun ke wo is tarah ke naajaa'iz kaam na karain?Read
00111Agar koi jawan larka hai aur uske baal safaid hogaye hain tu kya wo siyaah khazzaab laga sakta hai uski nayi nayi shadi hui hai uski zindagi ka mas'ala hai?Read
00126Main is waqt London main muqeem hoon yahan har cheez main haram ka andesha rehta hai kya karun yahan guzara karna bhi mushkil hai dil bhi chahta hai lekin haram aaray aajata hai main gunahgaar hon samajh nahi aata yahan agar koi aisi naukri mil jaye jo in buraiyon se paak ho tu is main kuch nahin bachta jabke ghar paisay bhejnay hotay hain ruhnumai farmaen.Read
00146Main yeh jaan na chahta hoon ke suwwar(pork/pig) jaanwar haraam kyon hai?Read

No comments:

Post a Comment