Fatwa Code | Question | Answer |
|
00017 | Main jis market main hota hoon wahan sub deoband masajid hain es liye main apni namaz qaza kar k un k masajid main parta hoon kia main in k saath bajamat namaz par sakta hoon mager main in ko acha nahe janta es bare main mujhe koi sharai lehaz se batain k mere namaz theak hai ya nahe? | Read |
00022 | Kya imaam ka aqeedah maloom kiye beghair uske pichay namaz parhna jaa'iz hai? | Read |
00041 | Main ne kisi jagah Namaz-e-Istikhara ke baaray main parha tha aur us main dua ke baray main bhi likha tha, Kya yeh sahih hai? Neez aap mujhay dua likh kar dijeye? | Read |
00045 | Salaat-ul-Haajaat ka waqt aur namaz-o-dua ka sahih tareeqa batadain aur kya yeh namaz-e-Asr ke Ba'ad ada ki ja sakti hai? | Read |
00046 | Kya beth kar namaz parhnay se sawab aadha hojata hai? Hadith ke hawalay ke saath bayan farmaeye. | Read |
00050 | Masjid main namazi ke aagay se guzarna kaisa hai? Neez agar emergency ho tu phir guzarnay ka kya tareeqa hai? | Read |
00051 | Kya Ghaaibana Namaz-e-Janaza jaa'iz hai? | Read |
00052 | Kya Aankhain band kar ke namaz parhnay se namaz adaa hojaegi? | Read |
00058 | Aaath(8) nawafil ek salam se parhnay ka kya tareeqa hai? aur qaida oola har dosri rak'at par karengay ya chaar parh kar? | Read |
00059 | Kya nafil roza/fast ke saath qaza roza/fast ki niiyat/intention bhi kar saktay hain? | Read |
00064 | Namaz qasar se kya matlab hai? aur kya har namaz qasar karna hoti hai? | Read |
00065 | Pakistani time ke mutaabiq wo kounse auwqaat hain jin main ibaadat nahi ki jati? | Read |
00068 | Kya Ahnaaf ke nazdek jamaa'at e saani karwai ja sakti hai? | Read |
00070 | Agar fajr ki do sunnatain reh jaen tu unhain kab adaa karain? | Read |
00084 | Kya takhnay khulay rakhnay ka kya hukm hai? aur aar pants pehni hui hoon tu kya namaz parhnay ke liye paa'inchay fold kar saktay hain ya nahi? | Read |
00085 | Namaz ke liye takbeer kehtay howe namazyon ko kis waqt kharay hona chahiye? Takbeer shuro hotay hi ya "Hayya Alas Salah" par? | Read |
00087 | Namaz main painchay fold karna sahih hai ya ghalat? mujhay baraye karam sahih maloomat/information faraham karain kyon ke main ne kuch logon se painchay fold karnay ka suna hai jab ke kuch logon se mumaan'at? | Read |
00090 | Aqamat beth kar sunni chahiye ya kharay hokar? Daleel se saabit kijeye? | Read |
00093 | Azaan se pehlay durood parhnay ka kya hukm hai? | Read |
00095 | Aadhi aasteen ki qamees main namaz parhna kaisa hai? | Read |
00096 | Kya jumu'a ki dosri azaan main anghotay chooomna mana hai? | Read |
00101 | Doraan-e-At'tahiyyaat ungliyon ka halqa kis tarah banatay hain, aur kab tak? | Read |
00112 | Agar koi imaam ke saath teesrio rakat main milay tu phir us i pehli rakat kounsi hogi, ye imaam ke saath waali ya imaam ke salaam phernay ke baad wali? | Read |
00118 | Imaam sahib ka haath toota howa hai paidaaishi apaahaj hain, tu kya wo jama'at karwasaktay hain ya nahi? | Read |
00119 | Juma'atul mubaarak ke baad ki sunnatain mu'akkada hain ya ghair mu'akkada? | Read |
00123 | Aik shakhs jiska maamoool hai ke wo aksar pakistan se dosray mumaalik ki taraf safar karta hai, Lihaaza agar us nay pakistan main roza rakha jab wo kisi dosri jagah puhncha tu tu wahan abhi din khatam honay main bees/20 ghantay baaqi thay tu wo shakhs aftari kis waqt karayga? | Read |
00124 | Mujhay namaz ke aagahz main ta'ooz aur tasmiyah parhtay waqt bahut waswasay aatay hain jis ki wajah se namaz shuro kartay hjowe dair lug jaati hai, waswason ki wajah se main baar baar ta'ooz parhta hoon? Main namaz kaisay shuro karoon ke waswasa na ayen? Is ke ilawa mujhay sotay waqt bhi mukhtalif kufriyaana waswasay atay hain iska hal bhi bataen? | Read |
00125 | Jis tarah se qaza namazain parhtay haintu kya hum usi tarah se baaqi namazain bhji parh saktay hain? Yani waqt par parhnay wali namazon ke fara'iz aur sunnatain bhi qaza namazon ki tarah parh saktay hain ya nahi? | Read |
00129 | Qayaam ki haalat main haath ko harkat dene se namaz kya kharabi laazim aati hai? | Read |
00130 | Agar koi aurat bazaar main ho aur namaz parhnay aur wuzu karnay ki jagah na paye tu kya wo namaz qaza kar sakti hai? | Read |
00135 | Farz ki teesri aur chuhti rak'at main soorat nahin milaatay jab ke sunnat ki teesri aur chuhti rak'at main milaatay hain, is ki wajah kya hai? | Read |
00138 | Agar koi shakhs is wajah se jamaa'at tark karay ke imaam daarhi hadd-e-shara se kum rakhta hai ya kusoub karta hai aur batanay par bhi tark nahin karta, Kya aisa shaks tark-e-jamaa'at ke gunaah main shareek hoga ya nahin? | Read |
00141 | Imaam jab rukoo-o-Sujood ke liye takbeer kehta hai tu muqtadi ko kab rukoo-o-sujood main jaana chahiye? | Read |
00142 | Sajda-e-Tilaawat karnay ka kya tareeqa hai? | Read |
00144 | Kya isha ki namaz main sirf chaar (4) farz, Do (2) sunnat aur teen (3) witar parhna kaafi hain ya mazeed nawafil bhi parhna zaruri hain? | Read |
00150 | Rozay ki halat main aankhon main drop ya marham daal saktay hain ya nahin? | Read |
00155 | Agar humari maghrib ki namaz main farz ki pehli do rak'atain reh jaaen tu kya hum teesri rak'at main shareek hosaktay hain? | Read |
No comments:
Post a Comment