Saturday, August 1, 2009

Islamic Answer - Ishq-e-Majazi

Answers Related To Ishq-e-Majazi
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00002Kya Agar koi kisi ko pasand karta ho, aur us se sadi ka khuwahishmand bhi ho, lekin Walidain razamand na hoon tu kya kiya jaye? aur kya islam main kisi ko pasand karna/Muhabbat karnay ki ijazat hai?Read
00036Internet par chatting karna kaisa hai aur larka larki se ya ek larki larkay se chat karay tu ye kaisa hai? Aur internet par hi log munh bolay bahan bahai ban jatay hain ye kaisa hai? aur kya un ke maa bain chat hosakti hai?Read
00071Main ek larki se pyar karta hoon aur yeh silsila chaar saal se jaari hai, magar main usoolon ka paband hoon main parday ko zaruri samajhta hoon, magar wo larki meri baat nahi maan rahi main kya karun?Read
00073Kisi se saaf niyyat ke saaf muhabbat karna kaisa hai, masalan nikaah ki niyyat se?Read
00074Agar koi zana karlay tu kya uske liye touba hai aur agar hai tu kis tarah hai? Aik larki kisi ke saath muhabbat main andhi hogae thi jis par uske saath zana main mubtala hogae tu kya uske liye touba hai?Read
00078Na mahram se muhabbat karna kaisa hai?Read
00079Mera ek dost ishq-e-majazi main gariftar hai? wo jisay pasand karta hai us ne meray dost se phone par beghair kisi gawah ke nikaah karliya hai, main ne us se wajah pochi tu usnay mujhay bataya ke wo us se batain karta tha aur usay pata tha ke yeh gunah hai, Shaitan/Satan/Evil us par ghaalib araha tha aur us se yeh aadat choott nahi rahi thi, Usnay kisi kitaab ghaliban "Bahar-e-Shareeat" main Aisa parha tu usnay is tarah se nikah karliya, Kya uska is tarah karna sahih hai?Read
00081Kya aurat ke saath phone par baat kar saktay hain?Read
00082Dunya se muhabbat yani kisi larki se muhabbat karna kaisa hai jab ke niyyat yeh ho ke usay raah-e-raast pe lakar naik banaonga?Read

No comments:

Post a Comment