Saturday, August 1, 2009

Islamic Answer - Nikaah - Talaaq - Zawjain

Answers Related To Nikaah - Talaaq - Zawjain
 
Fatwa Code

Question

Answer

 
00018kya dusari marriage kai leya pahlai wife ki ijzat lainaa lazmi hai,, agar hai tu muj ko hades ka hawla dai kar bataeye?Read
00025Agar koi shakhs apni biw ko teen talaqain deday tu ab shareeat ka kya hukm hai? aur agar yeh soch kar ke Allah muaaf karnay wala hai rujoo karlay tu is par shareeat ka kya hukm hai?Read
00035Islam main halala kyon rakha gaya hai? Mujhay waswasa aata hai ke yeh jaa'iz nahi hai?Read
00094Kya sunni mard ki shadi shi'a aurat se ki jasakti hai?Read
00109Agar nikaah ke waqt aurat ko talaq ka huq diya jaye aur ab aurat us huq ka istemaal karna chahay tu is ki kya soorat hogi kya aurat yun kahaygi ke (main apnay huq ka istemaal kartay howe apnay shohar ko talaq deti hoon ya yun kahaygi ke apnay huq ko istemaal kartay howe apnay aapko talaq deti hoon) Kya sahih hai?Read
00127Zaid nana ne chaar shadyan ki pehli ko teen talaq dedi dosri biwi se ek larki paida hui tu kya ye larki jo ke nana ki beti huio aur zaid ki khala, Kya in dono ka aapas main nikaah hosakta hai ya nahin?Read
00133Aurat ko aik aur mard ko chaar shaadyon ki ijazat hai, Is ki wajah kya hai?Read

No comments:

Post a Comment